Kitni hi baatein hote hain man mein,
Juban kahne se chookti rahti hai
Kitna hi chipayen hum apne dil ko,
Palkein sab bayaan kar jati hain
In mud-bhari aankhon mein dube to hazaaro hain,
Par paar kar jaye wo parvanaa kahaan hai
Doobna to sabhi ko aata hai,
Dubakar chala jaye wo afsaana kahaan hai
Is masti ke mastane to kai hain,
Ise mast kar jaye wo deewana kahan hai
Poorna satya ki Chahat sab rakhte hain,
Paa jaye wo mahatma kaha hai
Juban kahne se chookti rahti hai
Kitna hi chipayen hum apne dil ko,
Palkein sab bayaan kar jati hain
In mud-bhari aankhon mein dube to hazaaro hain,
Par paar kar jaye wo parvanaa kahaan hai
Doobna to sabhi ko aata hai,
Dubakar chala jaye wo afsaana kahaan hai
Is masti ke mastane to kai hain,
Ise mast kar jaye wo deewana kahan hai
Poorna satya ki Chahat sab rakhte hain,
Paa jaye wo mahatma kaha hai
Comments
Nice one!
rachit