Thanks to my friend ZAFAR for unknowingly giving me motivation to create a blog for my feelings. Here is the our first chat in poetry form..
Hamen Chalte Jaana hai.....
Hazaron khwahishein aisee mann main ki
Har khwahiish par damm nikley,
Mann paana chahe par
Haath mein aaye to paanv fisley.
Hamari khwaish hai ki asman ko pana hai,
Janaat mein mukkamal jahan banana hai,
Asman ko jameen pe lakar
is dunia ko ek behtar jagah banana hai.
Kabhi is dagar, kabhi us dagar....kabhi dar-badar
Pal-bepal sahi-galat, sab hai bemani
Mann ka kyaa hai, use to machalte jana hai
Jeevan mein bhagna hai kabhi, kabhi ladkhadana hai
Is daud mein agar girna hai to sambhalte bhi jana hai.
Hamen chalte jaana hai, Hamen chalte jana hai.
Prasant and Zafar.

Comments