Gulab ki pankhudi se raseele tere masoom lab,
Bulate hai kajrare nayan mujhe doob jane ko!
Kapkapate hotho se jab shabd jab girte hain,
Man machal jata hai teri aankho me kho jane ko!
Bholi se tere muskaan, nagin si lahrati chal,
Gar itna hi sitam ho to bhi sahan kare koi!
Marsumiat bhari ada se nazarein jhukaye tera sharmana,
Hriday me samundar ke toofan utha jata hai koi!!
In laharo mein doob jane ko dil karta hai,
Aaj jhoom ke barish me bheeg jane ka hai mann!
Jee karta hai kabhi na khatm ho ye divaswapn,
Sath chalta rahe yuhi ye apne samast jeevan !!
Aaj to tu mahaj ek kalpana hai meri,
Bharosa hai prakruti ka sach bhi hai tu!
Abhilasha hai aaegi tu anchal se bahar,
Aagosh me sada ke liye simat jane ko tu!!
Jab ye kavita likhi thi tab pas nahi thi tu,
Aaj jab sath hai to lagta hai ki kabhi dur nahi thi tu!

Comments
तब मैं भी आजाद था जब थी तू दूर खड़ी |
परन्तु दूरियां मिट जाने के बाद मैं पहला सब भूल गया |
रह गई याद केवल नून तेल लकड़ी |
अत: अपने हुनर को वापिस लाने की कोशिश करें |